Sher
"main ne kaha kalam-e-'ravish' la-javab hai kahne lage ki un ka tarannum kharab hai"
"aurat ko chahiye ki adalat ka rukh kare jab aadmi ko sirf khuda ka khayal ho"
عورت کو چاہئے کہ عدالت کا رخ کرے جب آدمی کو صرف خدا کا خیال ہو
औरत को चाहिए कि अदालत का रुख़ करे जब आदमी को सिर्फ़ ख़ुदा का ख़याल हो

"main ne kaha kalam-e-'ravish' la-javab hai kahne lage ki un ka tarannum kharab hai"
"vahan jo log anaDi hain vaqt kaTte hain yahan bhi kuchh mutasha.er dimagh chaTte hain"
"ek shadi to Thiik hai lekin ek do tiin chaar had kar di"
"kal chaudhvin ki raat thi abad tha kamra tira hoti rahi dhin-tak-dhin bajta raha tabla tira"
"puchhi jo us ki vaj.h to kahne lage janab sardi bahut shadid thi misra sikuD gaya"
"kahin goli likha hai aur kahin maar ye golimar likkha ja raha hai"