Quote
"puuri tarah se ab ke tayyar ho ke nikle ham charagar se milne bimar ho ke nikle"
"farar ho ga.i hoti kabhi ki ruuh miri bas ek jism ka ehsan rok leta hai"
فرار ہو گئی ہوتی کبھی کی روح مری بس ایک جسم کا احسان روک لیتا ہے
फ़रार हो गई होती कभी की रूह मिरी बस एक जिस्म का एहसान रोक लेता है

"puuri tarah se ab ke tayyar ho ke nikle ham charagar se milne bimar ho ke nikle"
"ik raat vo gaya tha jahan baat rok ke ab tak ruka hua huun vahin raat rok ke"
"ek bose ke bhi nasib na hon honTh itne bhi ab gharib na hon"
"aankh bhar dekh lo ye virana aaj kal men ye shahr hota hai"
"rasta paani mangta hai apne paanv ka chhala maar"
"tamam paikar-e-badsurti hai mard ki zaat mujhe yaqin hai khuda mard ho nahin sakta"