Sher
"maut se pahle jahan men chand sanson ka azaab zindagi jo qarz tera tha ada kar aa.e hain"
"paani men bhi chand sitare ug aate hain aankh se dil tak vo zarkhezi ho jaati hai"
پانی میں بھی چاند ستارے اگ آتے ہیں آنکھ سے دل تک وہ زرخیزی ہو جاتی ہے
पानी में भी चाँद सितारे उग आते हैं आँख से दिल तक वो ज़रख़ेज़ी हो जाती है

"maut se pahle jahan men chand sanson ka azaab zindagi jo qarz tera tha ada kar aa.e hain"
"vasl ki shab thi aur ujale kar rakkhe the jism o jaan sab us ke havale kar rakkhe the"
"dil ko to bahut pahle se dhaDka sa laga tha paana tira shayad tujhe khone ke liye hai"
"darakhton par parinde lauT aana chahte hain khizan-rut ka guzar jaana zaruri ho gaya hai"
"chand ban kar chamakne vaale ne mujh ko suraj-misal kar Daala"