Sher
"TuTen vo sar jis men teri zulf ka sauda nahin phuTen vo ankhen ki jin ko diid ka lapka nahin"
H
Haqeer"band-e-qaba pe haath hai sharma.e jaate hain kamsin hain zikr-e-vasl se ghabra.e jaate hain"
بند قبا پہ ہاتھ ہے شرمائے جاتے ہیں کمسن ہیں ذکر وصل سے گھبرائے جاتے ہیں
बंद-ए-क़बा पे हाथ है शरमाए जाते हैं कमसिन हैं ज़िक्र-ए-वस्ल से घबराए जाते हैं
"TuTen vo sar jis men teri zulf ka sauda nahin phuTen vo ankhen ki jin ko diid ka lapka nahin"
"janta us ko huun dava ki tarah chahta us ko huun shifa ki tarah"
"mujhe ab maut behtar zindagi se vo ki tum ne sitamgari ki tauba"
"ki kisi par na jafa mere ba.ad khuub ro.e vo suna mere ba.ad"
"but ko pujunga sanam-khanon men ja ja ke to main us ke pichhe mira iman rahe ya na rahe"
"dekha baghaur aib se khali nahin koi bazm-e-jahan men sab hain khuda ke sanvare log"