Sher
"dekha baghaur aib se khali nahin koi bazm-e-jahan men sab hain khuda ke sanvare log"
H
Haqeer"TuTen vo sar jis men teri zulf ka sauda nahin phuTen vo ankhen ki jin ko diid ka lapka nahin"
ٹوٹیں وہ سر جس میں تیری زلف کا سودا نہیں پھوٹیں وہ آنکھیں کہ جن کو دید کا لپکا نہیں
टूटें वो सर जिस में तेरी ज़ुल्फ़ का सौदा नहीं फूटें वो आँखें कि जिन को दीद का लपका नहीं
"dekha baghaur aib se khali nahin koi bazm-e-jahan men sab hain khuda ke sanvare log"
"janta us ko huun dava ki tarah chahta us ko huun shifa ki tarah"
"mujhe ab maut behtar zindagi se vo ki tum ne sitamgari ki tauba"
"ki kisi par na jafa mere ba.ad khuub ro.e vo suna mere ba.ad"
"band-e-qaba pe haath hai sharma.e jaate hain kamsin hain zikr-e-vasl se ghabra.e jaate hain"
"kya janen un ki chaal men e.ajaz hai ki sehr vo bhi unhin se mil ga.e jo the hamare log"