TuTen vo sar jis men teri zulf ka sauda nahin
phuTen vo ankhen ki jin ko diid ka lapka nahin
Haqeer
Haqeer
Sherशेर
See all 22 →TuTen vo sar jis men teri zulf ka sauda nahin
टूटें वो सर जिस में तेरी ज़ुल्फ़ का सौदा नहीं
1 views
janta us ko huun dava ki tarah
जानता उस को हूँ दवा की तरह
mujhe ab maut behtar zindagi se
मुझे अब मौत बेहतर ज़िंदगी से
ki kisi par na jafa mere ba.ad
की किसी पर न जफ़ा मेरे बा'द
band-e-qaba pe haath hai sharma.e jaate hain
बंद-ए-क़बा पे हाथ है शरमाए जाते हैं
dekha baghaur aib se khali nahin koi
देखा बग़ौर ऐब से ख़ाली नहीं कोई
Popular Sher & Shayari
44 totaljanta us ko huun dava ki tarah
chahta us ko huun shifa ki tarah
mujhe ab maut behtar zindagi se
vo ki tum ne sitamgari ki tauba
ki kisi par na jafa mere ba.ad
khuub ro.e vo suna mere ba.ad
band-e-qaba pe haath hai sharma.e jaate hain
kamsin hain zikr-e-vasl se ghabra.e jaate hain
dekha baghaur aib se khali nahin koi
bazm-e-jahan men sab hain khuda ke sanvare log
jab se kuchh qaabu hai apnaa kaakul-e-khamdaar par
saanp har dam loTtaa hai sina-e-aghyaar par
kyaa jaanein un ki chaal mein eajaaz hai ki sehr
vo bhi unhin se mil gae jo the hamaare log
khuub mil kar gale se ro lenaa
is se dil ki safaai hoti hai
yak-ba-yak tark na karnaa thaa mohabbat mujh se
khair jis tarah se aataa thaa vo aataa jaataa
jaantaa us ko huun davaa ki tarah
chaahtaa us ko huun shifaa ki tarah
band-e-qabaa pe haath hai sharmaae jaate hain
kamsin hain zikr-e-vasl se ghabraae jaate hain
Ghazalग़ज़ल
kis ki us tak rasaai hoti hai
किस की उस तक रसाई होती है
1 views
kaaba-e-dil ko agar Dhaaiyegaa
काबा-ए-दिल को अगर ढाइएगा
1 views
hamaari vo vafaadaari ki tauba
हमारी वो वफ़ादारी कि तौबा
jaantaa us ko huun davaa ki tarah
जानता उस को हूँ दवा की तरह
bahaar aai hai sadme se hamaaraa haal abtar hai
बहार आई है सदमे से हमारा हाल अबतर है
saaqiyaa aisaa pilaa de mai kaa mujh ko jaam talkh
साक़िया ऐसा पिला दे मय का मुझ को जाम तल्ख़





