Sher
"qaazi ko jo rind kuchh chaTa den masjid ki baghal men mai-kada ho"
I
Imdad Ali Bahr"yaar tak le na ga.e ashk baha kar ham ko is ko bhi dekh liya dida-e-tar kuchh bhi nahin"
یار تک لے نہ گئے اشک بہا کر ہم کو اس کو بھی دیکھ لیا دیدۂ تر کچھ بھی نہیں
यार तक ले न गए अश्क बहा कर हम को इस को भी देख लिया दीदा-ए-तर कुछ भी नहीं
"qaazi ko jo rind kuchh chaTa den masjid ki baghal men mai-kada ho"
"kya hai mujhe dete ho gilauri chune men kahin na sankhiya ho"
"mire qatl par tum ne biiDa uThaya mire haath ka paan khaya to hota"
"mukhtar hain vo likkhen na likkhen javab-e-khat sahab ko roz apna ariza report hai"
"ratb-o-yabis men hai tasarruf-e-ishq aankh dariya hai dil jazira hai"
"abr-e-bahar ab bhi jachta nahin nazar men kuchh ansuon ke qatre ab bhi hain chashm-e-tar men"