qaazi ko jo rind kuchh chaTa den
masjid ki baghal men mai-kada ho
Imdad Ali Bahr
Imdad Ali Bahr
Sherशेर
See all 91 →qaazi ko jo rind kuchh chaTa den
क़ाज़ी को जो रिंद कुछ चटा दें
1 views
mire qatl par tum ne biiDa uThaya
मिरे क़त्ल पर तुम ने बीड़ा उठाया
kya hai mujhe dete ho gilauri
क्या है मुझे देते हो गिलौरी
yaar tak le na ga.e ashk baha kar ham ko
यार तक ले न गए अश्क बहा कर हम को
mukhtar hain vo likkhen na likkhen javab-e-khat
मुख़्तार हैं वो लिक्खें न लिक्खें जवाब-ए-ख़त
abr-e-bahar ab bhi jachta nahin nazar men
अब्र-ए-बहार अब भी जचता नहीं नज़र में
Popular Sher & Shayari
182 totalmire qatl par tum ne biiDa uThaya
mire haath ka paan khaya to hota
kya hai mujhe dete ho gilauri
chune men kahin na sankhiya ho
yaar tak le na ga.e ashk baha kar ham ko
is ko bhi dekh liya dida-e-tar kuchh bhi nahin
mukhtar hain vo likkhen na likkhen javab-e-khat
sahab ko roz apna ariza report hai
abr-e-bahar ab bhi jachta nahin nazar men
kuchh ansuon ke qatre ab bhi hain chashm-e-tar men
sau fasaad ek ishq mein uTThe
boyaa ik tukhm uge hazaar darakht
mire baghair na ik-dam use qaraar aataa
zaraa bhi zabt jo mujh be-qaraar mein hotaa
mire qatl par tum ne biiDaa uThaayaa
mire haath kaa paan khaayaa to hotaa
na mohabbat hai dilon mein na hayaa aankhon mein
ye sanam tu ne banaae hain khudaayaa kaise
ham na kahte the hansi achchhi nahin
aa gai aakhir rukaavaT dekhiye
khush raho yaar agar ham se ho bezaar bahut
dil agar apnaa salaamat hai to dildaar bahut
Ghazalग़ज़ल
sina-kubi kar chuke gham kar chuke
सीना-कूबी कर चुके ग़म कर चुके
har taraf majma-e-aashiqaan hai
हर तरफ़ मज्मा-ए-आशिक़ाँ है
khurshid-rukhon kaa saamnaa hai
ख़ुर्शीद-रुख़ों का सामना है
ifshaa hue asraar-e-junun jaama-dari se
इफ़्शा हुए असरार-ए-जुनूँ जामा-दरी से
aabla khaar-e-sar-e-mizhgaan ne phoDaa saanp kaa
आबला ख़ार-ए-सर-ए-मिज़्गाँ ने फोड़ा साँप का
kiyaa salaam jo saaqi se ham ne jaam liyaa
किया सलाम जो साक़ी से हम ने जाम लिया





