Sher
"sataya aaj munasib jagah pe barish ne isi bahane Thahar jaa.en us ka ghar hai yahan"
I
Iqbal Ashhar Quraishi"darakht haath hilate the rahnuma.i ko musafiron ne to kuchh bhi nahin kaha mujh se"
درخت ہاتھ ہلاتے تھے رہنمائی کو مسافروں نے تو کچھ بھی نہیں کہا مجھ سے
दरख़्त हाथ हिलाते थे रहनुमाई को मुसाफिरों ने तो कुछ भी नहीं कहा मुझ से
"sataya aaj munasib jagah pe barish ne isi bahane Thahar jaa.en us ka ghar hai yahan"
"'ash.har' bahut si pattiyan shakhon se chhin ga.iin tafsir kya karen ki hava tez ab bhi hai"
"jo log lauT ke khud mere paas aa.e hain vo puchhte hain ki 'ash.har' yahin pe ab tak ho"
"khud ko jab bhuul se jaate hain to yuun lagta hai zindagi tere azabon se nikal aa.e hain"