"sataya aaj munasib jagah pe barish ne isi bahane Thahar jaa.en us ka ghar hai yahan"
Iqbal Ashhar Quraishi
Iqbal Ashhar Quraishi
Sherशेर
sataya aaj munasib jagah pe barish ne
सताया आज मुनासिब जगह पे बारिश ने
'ash.har' bahut si pattiyan shakhon se chhin ga.iin
'अशहर' बहुत सी पत्तियाँ शाख़ों से छिन गईं
jo log lauT ke khud mere paas aa.e hain
जो लोग लौट के ख़ुद मेरे पास आए हैं
khud ko jab bhuul se jaate hain to yuun lagta hai
ख़ुद को जब भूल से जाते हैं तो यूँ लगता है
darakht haath hilate the rahnuma.i ko
दरख़्त हाथ हिलाते थे रहनुमाई को
Popular Sher & Shayari
10 total"'ash.har' bahut si pattiyan shakhon se chhin ga.iin tafsir kya karen ki hava tez ab bhi hai"
"jo log lauT ke khud mere paas aa.e hain vo puchhte hain ki 'ash.har' yahin pe ab tak ho"
"khud ko jab bhuul se jaate hain to yuun lagta hai zindagi tere azabon se nikal aa.e hain"
"darakht haath hilate the rahnuma.i ko musafiron ne to kuchh bhi nahin kaha mujh se"
khud ko jab bhuul se jaate hain to yuun lagtaa hai
zindagi tere azaabon se nikal aae hain
sataayaa aaj munaasib jagah pe baarish ne
isi bahaane Thahar jaaein us kaa ghar hai yahaan
'ashhar' bahut si pattiyaan shaakhon se chhin gaiin
tafsir kyaa karein ki havaa tez ab bhi hai
darakht haath hilaate the rahnumaai ko
musaafiron ne to kuchh bhi nahin kahaa mujh se
jo log lauT ke khud mere paas aae hain
vo puchhte hain ki 'ashhar' yahin pe ab tak ho
Ghazalग़ज़ल
mujh se bichhDe ho to rah jaaoge tanhaa bhi nahin
मुझ से बिछड़े हो तो रह जाओगे तन्हा भी नहीं
khizaan kaa qarz to ik ik darakht par hai yahaan
ख़िज़ाँ का क़र्ज़ तो इक इक दरख़्त पर है यहाँ
yuun shor-o-shar ke saare talabgaar so gae
यूँ शोर-ओ-शर के सारे तलबगार सो गए
koi dariyaa huun jo kuuze mein simaT jaaungaa
कोई दरिया हूँ जो कूज़े में सिमट जाऊँगा
meri khvaahish na sahi teraa iraada hai zarur
मेरी ख़्वाहिश न सही तेरा इरादा है ज़रूर
ajab nuqush hain chehra to aisaa thaa hi nahin
अजब नुक़ूश हैं चेहरा तो ऐसा था ही नहीं





