Sher
"'ash.har' bahut si pattiyan shakhon se chhin ga.iin tafsir kya karen ki hava tez ab bhi hai"
I
Iqbal Ashhar Quraishi"sataya aaj munasib jagah pe barish ne isi bahane Thahar jaa.en us ka ghar hai yahan"
ستایا آج مناسب جگہ پہ بارش نے اسی بہانے ٹھہر جائیں اس کا گھر ہے یہاں
सताया आज मुनासिब जगह पे बारिश ने इसी बहाने ठहर जाएँ उस का घर है यहाँ
"'ash.har' bahut si pattiyan shakhon se chhin ga.iin tafsir kya karen ki hava tez ab bhi hai"
"jo log lauT ke khud mere paas aa.e hain vo puchhte hain ki 'ash.har' yahin pe ab tak ho"
"khud ko jab bhuul se jaate hain to yuun lagta hai zindagi tere azabon se nikal aa.e hain"
"darakht haath hilate the rahnuma.i ko musafiron ne to kuchh bhi nahin kaha mujh se"