Sher
"puura karenge holi men kya vada-e-visal jin ko abhi basant ki ai dil khabar nahin"
"chalti to hai par shokhi-e-raftar kahan hai talvar men pazeb ki jhankar kahan hai"
چلتی تو ہے پر شوخئ رفتار کہاں ہے تلوار میں پازیب کی جھنکار کہاں ہے
चलती तो है पर शोख़ी-ए-रफ़्तार कहाँ है तलवार में पाज़ेब की झंकार कहाँ है

"puura karenge holi men kya vada-e-visal jin ko abhi basant ki ai dil khabar nahin"
"tiri tarif ho ai sahib-e-ausaf kya mumkin zabanon se dahanon se takallum se bayanon se"
"ho ga.e raam jo tum ghair se a jan-e-jahan jal rahi hai dil-e-pur-nur ki lanka dekho"
"sabz kapDon men siyah-zulf ki zeba.i hai dhaan ke khet men kya kaali ghaTa chha.i hai"
"hain diin ke paband na duniya ke muqayyad kya ishq ne is bhul-bhulayyan se nikala"
"log kahte hain ki fann-e-sha.iri manhus hai sher kahte kahte main deputy collector ho gaya"