"puura karenge holi men kya vada-e-visal jin ko abhi basant ki ai dil khabar nahin"

Kalb
Kalb
Sherशेर
See all 18 →puura karenge holi men kya vada-e-visal
पूरा करेंगे होली में क्या वादा-ए-विसाल
tiri tarif ho ai sahib-e-ausaf kya mumkin
तिरी तारीफ़ हो ऐ साहिब-ए-औसाफ़ क्या मुमकिन
ho ga.e raam jo tum ghair se a jan-e-jahan
हो गए राम जो तुम ग़ैर से ए जान-ए-जहाँ
chalti to hai par shokhi-e-raftar kahan hai
चलती तो है पर शोख़ी-ए-रफ़्तार कहाँ है
sabz kapDon men siyah-zulf ki zeba.i hai
सब्ज़ कपड़ों में सियह-ज़ुल्फ़ की ज़ेबाई है
log kahte hain ki fann-e-sha.iri manhus hai
लोग कहते हैं कि फ़न्न-ए-शाइरी मनहूस है
Popular Sher & Shayari
36 total"tiri tarif ho ai sahib-e-ausaf kya mumkin zabanon se dahanon se takallum se bayanon se"
"ho ga.e raam jo tum ghair se a jan-e-jahan jal rahi hai dil-e-pur-nur ki lanka dekho"
"chalti to hai par shokhi-e-raftar kahan hai talvar men pazeb ki jhankar kahan hai"
"sabz kapDon men siyah-zulf ki zeba.i hai dhaan ke khet men kya kaali ghaTa chha.i hai"
"log kahte hain ki fann-e-sha.iri manhus hai sher kahte kahte main deputy collector ho gaya"
chaalis jaam pi ke diyaa ek jaam-e-mai
saaqi ne khuub raah nikaali zakaat ki
ik baat par qaraar unhein raat-bhar nahin
do do pahar jo haan hai to do do pahar nahin
agar un ko puujaa to kyaa kufr hogaa
ki but bhi khudaa ke banaae hue hain
is qadar mahv na hon aap khud-aaraai mein
daagh lag jaae na aaina-e-yaktaai mein
tiri taarif ho ai sahib-e-ausaaf kyaa mumkin
zabaanon se dahaanon se takallum se bayaanon se
phir na baaqi rahe ghubaar kabhi
holi khelo jo khaaksaaron mein
Ghazalग़ज़ल
koi pari ho agar ham-kanaar holi mein
कोई परी हो अगर हम-कनार होली में
dil mujhe kufr aashnaa na kare
दिल मुझे कुफ़्र आश्ना न करे
tashrif shab-e-vaa'da jo vo laae hue hain
तशरीफ़ शब-ए-वा'दा जो वो लाए हुए हैं
sar kaTaa kar sifat-e-shama jo mar jaate hain
सर कटा कर सिफ़त-ए-शम्अ' जो मर जाते हैं
ruuh tanhaa gai jannat ko subuk-saari se
रूह तन्हा गई जन्नत को सुबुक-सारी से
ai but hain husn mein tiri mashhur pinDliyaan
ऐ बुत हैं हुस्न में तिरी मशहूर पिंडलियाँ





