Sher
"na jaane kis ki hamen umr bhar talash rahi jise qarib se dekha vo dusra nikla"
"hangama-e-hayat se jan-bar na ho saka ye dil ajiib dil hai ki patthar na ho saka"
ہنگامۂ حیات سے جاں بر نہ ہو سکا یہ دل عجیب دل ہے کہ پتھر نہ ہو سکا
हंगामा-ए-हयात से जाँ-बर न हो सका ये दिल अजीब दिल है कि पत्थर न हो सका

"na jaane kis ki hamen umr bhar talash rahi jise qarib se dekha vo dusra nikla"
"bhala hua ki koi aur mil gaya tum sa vagarna ham bhi kisi din tumhen bhula dete"
"jaane kyuun ik khayal sa aaya main na hunga to kya kami hogi"
"hoti nahin hai yunhi ada ye namaz-e-ishq yaan shart hai ki apne lahu se vazu karo"
"nikale ga.e is ke ma.ani hazar ajab chiiz thi ik miri khamushi"
"yuun to marne ke liye zahr sabhi piite hain zindagi tere liye zahr piya hai main ne"