Quote
"yahan to rasm hai zindon ko dafn karne ki kisi bhi qabr se murda kahan nikalta hai"
"qur.an ka mafhum unhen kaun bata.e ankhon se jo chehron ki tilavat nahin karte"
قرآن کا مفہوم انہیں کون بتائے آنکھوں سے جو چہروں کی تلاوت نہیں کرتے
क़ुरआन का मफ़्हूम उन्हें कौन बताए आँखों से जो चेहरों की तिलावत नहीं करते

"yahan to rasm hai zindon ko dafn karne ki kisi bhi qabr se murda kahan nikalta hai"
"sahil se suna karte hain lahron ki kahani ye Thahre hue log baghavat nahin karte"
"dil hai ki tire paanv se pazeb giri hai sunta huun bahut der se jhankar kahin ki"
"dard ka za.iqa bata.un kya ye ilaqa zaban se bahar hai"
"dalilen chhin kar mere labon se vo mujh ko mujh se behtar kaTta hai"
"ham bhi tire beTe hain zara dekh hamen bhi ai khak-e-vatan tujh se shikayat nahin karte"