Sher
"hava ke ghoDe pe jab vo savar hote hain to pa ke vaqt main kya kya maze uData huun"
"teri ankhon ke tasavvur men hai sair-e-kaunain varna ham log idhar ke idhar ho ke rahte"
تیری آنکھوں کے تصور میں ہے سیر کونین ورنہ ہم لوگ ادھر کے ادھر ہو کے رہتے
तेरी आँखों के तसव्वुर में है सैर-ए-कौनैन वर्ना हम लोग इधर के इधर हो के रहते

"hava ke ghoDe pe jab vo savar hote hain to pa ke vaqt main kya kya maze uData huun"
"ka.aba-o-dair ko apna to yahin se hai salam dar-ba-dar kaun phire yaar ke dar ke hote"
"ghaflat men javani ga.i piiri men hua hosh kyuun kar na khule aankh sahar hi to hai akhir"
"main hi nahin huun shefta-e-husn-e-gandumi aage se hoti aa.i hai aadam ko dekhiye"
"saqiya mai kahan hai shishe men raushni aftab ki si hai"
"dard-e-sar men hai kise sandal lagane ka dimagh us ka ghisna aur lagana dard-e-sar ye bhi to hai"