Sher
"jo qayamat ka nahin din vo mira din kaisa jo taDap kar na kaTi ho vo miri raat nahin"
"teri bakhshish ke bharose pe khata.en ki hain teri rahmat ke sahare ne gunahgar kiya"
تیری بخشش کے بھروسے پہ خطائیں کی ہیں تیری رحمت کے سہارے نے گنہ گار کیا
तेरी बख़्शिश के भरोसे पे ख़ताएँ की हैं तेरी रहमत के सहारे ने गुनहगार किया

"jo qayamat ka nahin din vo mira din kaisa jo taDap kar na kaTi ho vo miri raat nahin"
"kisi ki tamanna nikalti rahi miri aarzu haath malti rahi"
"asar ho ya na ho vaa.iz bayan men magar chalti to hai teri zaban khuub"
"qadam qadam pe ye kahti hui bahar aa.i ki raah band thi jangal ki khol di main ne"
"kis pe dil aaya kahan aaya bata ai naseh tu miri tarah pareshan kahan jaata hai"
"hazaron mai-kade sar par liye hain ye badal hain baDe saman vaale"