Sher
"mujh ko rote dekh kar paas aa.e vo tafhim ko kyuun na dil se duun dua.en apne ghain o miim ko"
M
Munshi Khairati Laal Shagufta"adab bakhsha hai aisa rabt-e-alfaz-e-munasib ne do-zanu hai miri tab-e-rasa tarkib-e-urdu se"
ادب بخشا ہے ایسا ربط الفاظ مناسب نے دو زانو ہے مری طبع رسا ترکیب اردو سے
अदब बख़्शा है ऐसा रब्त-ए-अल्फ़ाज़-ए-मुनासिब ने दो-ज़ानू है मिरी तब-ए-रसा तरकीब-ए-उर्दू से
"mujh ko rote dekh kar paas aa.e vo tafhim ko kyuun na dil se duun dua.en apne ghain o miim ko"
"dekho nigah-e-shauq se meri taraf mujhe ye mudda.a hai aur koi mudda.a nahin"
"miri janib ko karvaT le ke gar mujh se lipaT jaao abhi dene lage miri tarah tum ko dua karvaT"
"dil hai nisar mardumak-e-chashm-e-dost par bimar ko hai mardum-e-bimar se gharaz"
"jo husn-o-ishq ka ham-vazn imtihan Thahra vo be-dahan nazar aaya men be-zaban Thahra"
"na sharmao ankhen mila kar to dekho mulaqat hai ham se tum se kabhi ki"