"na sharmao ankhen mila kar to dekho mulaqat hai ham se tum se kabhi ki"
Munshi Khairati Laal Shagufta
Munshi Khairati Laal Shagufta
Sherशेर
See all 14 →na sharmao ankhen mila kar to dekho
न शरमाओ आँखें मिला कर तो देखो
mujh ko rote dekh kar paas aa.e vo tafhim ko
मुझ को रोते देख कर पास आए वो तफ़्हीम को
dekho nigah-e-shauq se meri taraf mujhe
देखो निगाह-ए-शौक़ से मेरी तरफ़ मुझे
miri janib ko karvaT le ke gar mujh se lipaT jaao
मिरी जानिब को करवट ले के गर मुझ से लिपट जाओ
dil hai nisar mardumak-e-chashm-e-dost par
दिल है निसार मर्दुमक-ए-चश्म-ए-दोस्त पर
adab bakhsha hai aisa rabt-e-alfaz-e-munasib ne
अदब बख़्शा है ऐसा रब्त-ए-अल्फ़ाज़-ए-मुनासिब ने
Popular Sher & Shayari
28 total"mujh ko rote dekh kar paas aa.e vo tafhim ko kyuun na dil se duun dua.en apne ghain o miim ko"
"dekho nigah-e-shauq se meri taraf mujhe ye mudda.a hai aur koi mudda.a nahin"
"miri janib ko karvaT le ke gar mujh se lipaT jaao abhi dene lage miri tarah tum ko dua karvaT"
"dil hai nisar mardumak-e-chashm-e-dost par bimar ko hai mardum-e-bimar se gharaz"
"adab bakhsha hai aisa rabt-e-alfaz-e-munasib ne do-zanu hai miri tab-e-rasa tarkib-e-urdu se"
na sharmaao aankhein milaa kar to dekho
mulaaqaat hai ham se tum se kabhi ki
ba-shakl-e-naakhun-e-angusht sar kaTaane se
hayaat milti hai jab intiqaal hotaa hai
haT na kar ai dukht-e-raz betaabiyaan baDh jaaeingi
gir paDegi paanv par dastaar-e-minaa dekhnaa
main vo shaidaa-e-gesu huun ki aksar mausam-e-gul mein
miraa paa-e-nazar paDtaa hai zanjir-e-gulistaan par
adab bakhshaa hai aisaa rabt-e-alfaaz-e-munaasib ne
do-zaanu hai miri tab-e-rasaa tarkib-e-urdu se
jo husn-o-ishq kaa ham-vazn imtihaan Thahraa
vo be-dahan nazar aayaa mein be-zabaan Thahraa
Ghazalग़ज़ल
puchhtaa hai ai but-e-be-pir kyaa
पूछता है ऐ बुत-ए-बे-पीर क्या
misre pe un ke misra-e-qad kaa gumaan huaa
मिसरे पे उन के मिस्रा-ए-क़द का गुमाँ हुआ
paanv phailaati hain vo taa-sar-e-daamaan kyaa kyaa
पाँव फैलाती हैं वो ता-सर-ए-दामाँ क्या क्या
gar ta'alli par hai vahm-e-imtihaan-e-mai-farosh
गर त'अल्ली पर है वहम-ए-इम्तिहान-ए-मय-फ़रोश
shikasta chhoD kar ye dil hamaaraa
शिकस्ता छोड़ कर ये दिल हमारा
mazmun-e-ishq zehn-e-sitamgar mein aa gayaa
मज़मून-ए-इश्क़ ज़ेहन-ए-सितमगर में आ गया





