yaad nahin kya kya dekha tha saare manzar bhuul ga.e — Nazeer Baaqri
"yaad nahin kya kya dekha tha saare manzar bhuul ga.e us ki galiyon se jab lauTe apna bhi ghar bhuul ga.e"
Urdu
یاد نہیں کیا کیا دیکھا تھا سارے منظر بھول گئے اس کی گلیوں سے جب لوٹے اپنا بھی گھر بھول گئے
Hindi
याद नहीं क्या क्या देखा था सारे मंज़र भूल गए उस की गलियों से जब लौटे अपना भी घर भूल गए

Nazeer Baaqri
Nazeer Baaqri
poet18 quotes