"aa gaya yaad unhen apne kisi gham ka hisab hansne valon ne mire ashk jo gin ke dekhe"

Nazeer Baaqri
Nazeer Baaqri
Sherशेर
See all 13 →aa gaya yaad unhen apne kisi gham ka hisab
आ गया याद उन्हें अपने किसी ग़म का हिसाब
khuub ga.e pardes ki apne divar-o-dar bhuul ga.e
ख़ूब गए परदेस कि अपने दीवार-ओ-दर भूल गए
khaDa huun aaj bhi roTi ke chaar harf liye
खड़ा हूँ आज भी रोटी के चार हर्फ़ लिए
is liye chal na saka koi bhi khanjar mujh par
इस लिए चल न सका कोई भी ख़ंजर मुझ पर
zakhm kitne tiri chahat se mile hain mujh ko
ज़ख़्म कितने तिरी चाहत से मिले हैं मुझ को
yaad nahin kya kya dekha tha saare manzar bhuul ga.e
याद नहीं क्या क्या देखा था सारे मंज़र भूल गए
Popular Sher & Shayari
26 total"khuub ga.e pardes ki apne divar-o-dar bhuul ga.e shish-mahal ne aisa ghera miTTi ke ghar bhuul ga.e"
"khaDa huun aaj bhi roTi ke chaar harf liye saval ye hai kitabon ne kya diya mujh ko"
"is liye chal na saka koi bhi khanjar mujh par meri shah-rag pe miri maan ki dua rakkhi thi"
"zakhm kitne tiri chahat se mile hain mujh ko sochta huun ki kahun tujh se magar jaane de"
"yaad nahin kya kya dekha tha saare manzar bhuul ga.e us ki galiyon se jab lauTe apna bhi ghar bhuul ga.e"
is liye chal na sakaa koi bhi khanjar mujh par
meri shah-rag pe miri maan ki duaa rakkhi thi
main ne duniyaa chhoD di lekin miraa murda badan
ek uljhan ki tarah qaatil ki nazron mein rahaa
khaDaa huun aaj bhi roTi ke chaar harf liye
savaal ye hai kitaabon ne kyaa diyaa mujh ko
zakhm kitne tiri chaahat se mile hain mujh ko
sochtaa huun ki kahun tujh se magar jaane de
apni aankhon ke samundar mein utar jaane de
teraa mujrim huun mujhe Duub ke mar jaane de
khuub gae pardes ki apne divaar-o-dar bhuul gae
shish-mahal ne aisaa gheraa miTTi ke ghar bhuul gae
Ghazalग़ज़ल
kuchh der saadgi ke tasavvur se haT ke dekh
कुछ देर सादगी के तसव्वुर से हट के देख
apni aankhon ke samundar mein utar jaane de
अपनी आँखों के समुंदर में उतर जाने दे
dhuaan banaa ke fazaa mein uDaa diyaa mujh ko
धुआँ बना के फ़ज़ा में उड़ा दिया मुझ को
yaad nahin kyaa kyaa dekhaa thaa saare manzar bhuul gae
याद नहीं क्या क्या देखा था सारे मंज़र भूल गए
roz khvaabon mein nae rang bharaa kartaa thaa
रोज़ ख़्वाबों में नए रंग भरा करता था





