Sher
"ye jhank leti hai andar se arzu-khana hava ka qad miri divar se ziyada hai"
"kya ho sake hisab ki jab agahi kahe ab tak to ra.egani men saara safar kiya"
کیا ہو سکے حساب کہ جب آگہی کہے اب تک تو رائیگانی میں سارا سفر کیا
क्या हो सके हिसाब कि जब आगही कहे अब तक तो राएगानी में सारा सफ़र किया

"ye jhank leti hai andar se arzu-khana hava ka qad miri divar se ziyada hai"
"ye kya ki baiTha hai dariya kinar-e-dariya par main aaj bahta hua ja raha huun paani men"
"dar-e-imkan ki dastak mujhe bheji ga.i hai meri qismat men to maujud ki daulat nahin hai"