Sher
"ye jhank leti hai andar se arzu-khana hava ka qad miri divar se ziyada hai"

Qasim Yaqub
ye jhank leti hai andar se arzu-khana
ये झाँक लेती है अंदर से आरज़ू-ख़ाना
ye kya ki baiTha hai dariya kinar-e-dariya par
ये क्या कि बैठा है दरिया किनार-ए-दरिया पर
kya ho sake hisab ki jab agahi kahe
क्या हो सके हिसाब कि जब आगही कहे
dar-e-imkan ki dastak mujhe bheji ga.i hai
दर-ए-इम्कान की दस्तक मुझे भेजी गई है
"ye jhank leti hai andar se arzu-khana hava ka qad miri divar se ziyada hai"
"ye kya ki baiTha hai dariya kinar-e-dariya par main aaj bahta hua ja raha huun paani men"
"kya ho sake hisab ki jab agahi kahe ab tak to ra.egani men saara safar kiya"
"dar-e-imkan ki dastak mujhe bheji ga.i hai meri qismat men to maujud ki daulat nahin hai"
dar-e-imkaan ki dastak mujhe bheji gai hai
meri qismat mein to maujud ki daulat nahin hai
ye kyaa ki baiThaa hai dariyaa kinaar-e-dariyaa par
main aaj bahtaa huaa jaa rahaa huun paani mein
kyaa ho sake hisaab ki jab aagahi kahe
ab tak to raaegaani mein saaraa safar kiyaa
ye jhaank leti hai andar se aarzu-khaana
havaa kaa qad miri divaar se ziyaada hai
shikasta ghar mein koi chiiz bhi nahin puuri
शिकस्ता घर में कोई चीज़ भी नहीं पूरी
vaadi-e-gham mein tere saath saath bhaTak rahaa huun main
वादी-ए-ग़म में तेरे साथ साथ भटक रहा हूँ मैं
baa-samar hone ki ummid pe baiThaa huun main
बा-समर होने की उम्मीद पे बैठा हूँ मैं
kis mashaqqat se mujhe jism uThaanaa paDaa hai
किस मशक़्क़त से मुझे जिस्म उठाना पड़ा है
kuchh aur bhi ziyaada sanvar ke dikhaaungaa
कुछ और भी ज़ियादा सँवर के दिखाऊँगा