Sher
"rona mujhe khizan ka nahin kuchh magar 'shamim' is ka gila hai aa.i chaman men bahar kyuun"
"jis ko dil se laga ke rakkha tha vo khazana luTa ga.e aansu"
جس کو دل سے لگا کے رکھا تھا وہ خزانہ لٹا گئے آنسو
जिस को दिल से लगा के रक्खा था वो ख़ज़ाना लुटा गए आँसू

"rona mujhe khizan ka nahin kuchh magar 'shamim' is ka gila hai aa.i chaman men bahar kyuun"
"hosh aaya to kahin kuchh bhi na tha ham bhi kis bazm men ja baiThe the"
"dasht gulzar hua jaata hai kya yahan ahl-e-vafa baiThe the"
"bahar-e-nau ki phir hai aamad aamad chaman ujDa koi phir ham-nafas kya"
"hona hai dard-e-ishq se gar lazzat-ashna dil ko kharab-e-talkhi-e-hijran to kijiye"