Sher
"kitne chehre lage hain chehron par kya haqiqat hai aur siyasat kya"
"jaan jaane ko hai aur raqs men parvana hai kitna rangin mohabbat tira afsana hai"
جان جانے کو ہے اور رقص میں پروانہ ہے کتنا رنگین محبت ترا افسانہ ہے
जान जाने को है और रक़्स में परवाना है कितना रंगीन मोहब्बत तिरा अफ़्साना है

"kitne chehre lage hain chehron par kya haqiqat hai aur siyasat kya"
"us vaqt mujh ko davat-e-jam-o-subu mili jis vaqt main gunah ke qabil nahin raha"
"tajraba mujh ko hua hai dosto! is khvab se mustaqil chaprasi achchha temporary job se"
"kahne lagi ye maut ki kiije hamen muaaf allah sha.eron ke hamesha se hai khilaf"
"aankh bas men kaaT li begam divani ho ga.iin yuun hi kya achchhi thi surat us pe kaani ho ga.iin"
"muddat hui hai bichhDe hue apne-ap se dekha jo aaj tum ko to ham yaad aa ga.e"