Sher
"aag bhi barsi darakhton par vahin kaal basti men jahan paani ka tha"
"hava ki zad men patte ki tarah tha vo ik zakhmi parinde ki tarah tha"
ہوا کی زد میں پتے کی طرح تھا وہ اک زخمی پرندے کی طرح تھا
हवा की ज़द में पत्ते की तरह था वो इक ज़ख़्मी परिंदे की तरह था

"aag bhi barsi darakhton par vahin kaal basti men jahan paani ka tha"
"vahm o khirad ke maare hain shayad sab log dekh raha huun shishe ke ghar charon or"
"zard patte men koi nuqta-e-sabz apne hone ka pata kaafi hai"
"baton men hai us ki zahr thoDa thoDa sa maza sharab jaisa"
"an-kahi kah an-suni baten suna rah gaya jo kuchh bhi socha soch le"
"use pata hai ki rukti nahin hai chhanv kabhi to phir vo abr ko kyuun sa.eban samajhta hai"