Sher
"scent ki kajle ki aur ghaze ki gul-kari ke ba.ad vo hasin lagti hai lekin kitni tayyari ke ba.ad"
"surur-e-jan-faza deti hai aghosh-e-vatan sab ko ki jaise bhi hon bachche maan ko pyare ek jaise hain"
سرور جاں فزا دیتی ہے آغوش وطن سب کو کہ جیسے بھی ہوں بچے ماں کو پیارے ایک جیسے ہیں
सुरूर-ए-जाँ-फ़ज़ा देती है आग़ोश-ए-वतन सब को कि जैसे भी हों बच्चे माँ को प्यारे एक जैसे हैं

"scent ki kajle ki aur ghaze ki gul-kari ke ba.ad vo hasin lagti hai lekin kitni tayyari ke ba.ad"
"kuchh mah-jabin libas ke fashion ki dauD men pabandi-e-libas se aage nikal ga.e"
"faqat rang hi un ka kaala nahin hai isi qism ki khubiyan aur bhi hain"
"na khincho abhi haath khane se 'shahid' polav men kuchh boTiyan aur bhi hain"
"iid par masrur hain donon miyan biivi bahut ik kharidari se pahle ik kharidari ke ba.ad"
"'shahid'-sahib kahlate hain mister bhi maulana bhi hazrat do kirdaron vaale hera-pheri karte hain"