Sher
"na paDha yaar ne ahval-e-shikasta mera khat ke purze kiye bazu-e-kabutar toDa"
"dil men ik dard uTha ankhon men aansu bhar aa.e baiThe baiThe hamen kya janiye kya yaad aaya"
دل میں اک درد اٹھا آنکھوں میں آنسو بھر آئے بیٹھے بیٹھے ہمیں کیا جانئے کیا یاد آیا
दिल में इक दर्द उठा आँखों में आँसू भर आए बैठे बैठे हमें क्या जानिए क्या याद आया

"na paDha yaar ne ahval-e-shikasta mera khat ke purze kiye bazu-e-kabutar toDa"
"ai saba qil.a-e-hasti se jo dam ghabraya baDh ke do-char qadam maut ka aaga bandha"
"aap hi apne zara jaur-o-sitam ko dekhen ham agar arz karenge to shikayat hogi"
"baaqi rahe na farq zamin asman men apna qadam uTha len agar darmiyan se ham"
"baat bhi aap ke aage na zaban se nikli lijiye aa.e the ham soch ke kya kya dil men"
"ma.adum hue jaate hain ham fikr ke maare mazmun kamar-e-yar ka paida nahin hota"