Sher
kitne hi saanp yahan aa ke paDe rahte hain
is liye astin dil se bhi baDi rakkhi hai

Aadil Farhat
kitne hi saanp yahan aa ke paDe rahte hain
is liye astin dil se bhi baDi rakkhi hai
vo nazar aa.i mujhe rail ki khiDki se magar
tai-shuda vaqt men zanjir nahin khinch saka
kitne hi saanp yahaan aa ke paDe rahte hain
is liye aastin dil se bhi baDi rakkhi hai
vo nazar aai mujhe rail ki khiDki se magar
tai-shuda vaqt mein zanjir nahin khinch sakaa
phuuT kar rouun na kyon main khvaab ki taabir par
फूट कर रोऊँ न क्यों मैं ख़्वाब की ता'बीर पर
tere pyaason ko sazaa di gai hai
तेरे प्यासों को सज़ा दी गई है
koi kamaal huaa phir na is kamaal ke baa'd
कोई कमाल हुआ फिर न इस कमाल के बा'द
saare aalam kaa yahi armaan honaa chaahiye
सारे आलम का यही अरमान होना चाहिए
kabhi sukun kabhi ham ghuTan ki nazr hue
कभी सुकून कभी हम घुटन की नज़्र हुए
main jal gayaa thaa jise raasta dikhaate hue
मैं जल गया था जिसे रास्ता दिखाते हुए