mumkin hai ki sadiyon bhi nazar aa.e na suraj
is baar andhera mire andar se uTha hai

Aanis Moin
Aanis Moin
Sherशेर
See all 31 →mumkin hai ki sadiyon bhi nazar aa.e na suraj
मुमकिन है कि सदियों भी नज़र आए न सूरज
kyuun khul ga.e logon pe miri zaat ke asrar
क्यूँ खुल गए लोगों पे मिरी ज़ात के असरार
akhir ko ruuh toD hi degi hisar-e-jism
आख़िर को रूह तोड़ ही देगी हिसार-ए-जिस्म
ye aur baat ki rang-e-bahar kam hoga
ये और बात कि रंग-ए-बहार कम होगा
anjam ko pahunchunga main anjam se pahle
अंजाम को पहुँचूँगा मैं अंजाम से पहले
hairat se jo yuun meri taraf dekh rahe ho
हैरत से जो यूँ मेरी तरफ़ देख रहे हो
Popular Sher & Shayari
62 totalkyuun khul ga.e logon pe miri zaat ke asrar
ai kaash ki hoti miri gahra.i zara aur
akhir ko ruuh toD hi degi hisar-e-jism
kab tak asiir khushbu rahegi gulab men
ye aur baat ki rang-e-bahar kam hoga
na.i ruton men darakhton ka baar kam hoga
anjam ko pahunchunga main anjam se pahle
khud meri kahani bhi suna.ega koi aur
hairat se jo yuun meri taraf dekh rahe ho
lagta hai kabhi tum ne samundar nahin dekha
ye aur baat ki rang-e-bahaar kam hogaa
nai ruton mein darakhton kaa baar kam hogaa
aaj zaraa si der ko apne andar jhaank kar dekhaa thaa
aaj miraa aur ik vahshi kaa saath rahaa pal do pal kaa
utaaraa dil ke varaq par to kitnaa pachhtaayaa
vo intisaab jo pahle bas ik kitaab pe thaa
gahri sochein lambe din aur chhoTi raatein
vaqt se pahle dhuup saron pe aa pahunchi
hazaaron qumqumon se jagmagaataa hai ye ghar lekin
jo man mein jhaank ke dekhun to ab bhi raushni kam hai
tumhaare naam ke niche khinchi hui hai lakir
kitaab-e-zist hai saada is indiraaj ke baad
Ghazalग़ज़ल
ye qarz to meraa hai chukaaegaa koi aur
ये क़र्ज़ तो मेरा है चुकाएगा कोई और
ho jaaegi jab tum se shanaasaai zaraa aur
हो जाएगी जब तुम से शनासाई ज़रा और
patthar hain sabhi log karein baat to kis se
पत्थर हैं सभी लोग करें बात तो किस से
ajab talaash-e-musalsal kaa ikhtitaam huaa
अजब तलाश-ए-मुसलसल का इख़्तिताम हुआ
jivan ko dukh dukh ko aag aur aag ko paani kahte
जीवन को दुख दुख को आग और आग को पानी कहते
vo kuchh gahri soch mein aise Duub gayaa hai
वो कुछ गहरी सोच में ऐसे डूब गया है





