zara jo fursat-e-nazzargi mayassar ho
to ek pal men bhi kya kya hai dekhne ke liye

Aftab Hussain
Aftab Hussain
Sherशेर
See all 41 →zara jo fursat-e-nazzargi mayassar ho
ज़रा जो फ़ुर्सत-ए-नज़्ज़ारगी मयस्सर हो
pate ki baat bhi munh se nikal hi jaati hai
पते की बात भी मुँह से निकल ही जाती है
vaqt ki vahshi hava kya kya uDa kar le ga.i
वक़्त की वहशी हवा क्या क्या उड़ा कर ले गई
kuchh rabt-e-khas asl ka zahir ke saath hai
कुछ रब्त-ए-ख़ास अस्ल का ज़ाहिर के साथ है
firaq mausam ki chilmanon se visal lamhe chamak uThenge
फ़िराक़ मौसम की चिलमनों से विसाल लम्हे चमक उठेंगे
kuchh aur tarah ki mushkil men Dalne ke liye
कुछ और तरह की मुश्किल में डालने के लिए
Popular Sher & Shayari
82 totalpate ki baat bhi munh se nikal hi jaati hai
kabhi kabhi koi jhuTi khabar banate hue
vaqt ki vahshi hava kya kya uDa kar le ga.i
ye bhi kya kam hai ki kuchh us ki kami maujud hai
kuchh rabt-e-khas asl ka zahir ke saath hai
khushbu uDe to uDta hai phulon ka rang bhi
firaq mausam ki chilmanon se visal lamhe chamak uThenge
udaas shamon men kaghaz-e-dil pe guzre vaqton ke baab likhna
kuchh aur tarah ki mushkil men Dalne ke liye
main apni zindagi asan karne vaala huun
ye soch kar bhi to us se nibaah ho na sakaa
kisi se ho bhi sakaa hai miraa guzaara kahin
apne hi dam se charaaghaan hai vagarna 'aaftaab'
ik sitaara bhi miri viraan shaamon mein nahin
kyaa khabar mere hi siine mein paDi soti ho
bhaagtaa phirtaa huun jis rog-bhari raat se main
kin manzaron mein mujh ko mahaknaa thaa 'aaftaab'
kis regzaar par huun main aa kar khilaa huaa
kab tak saath nibhaataa aakhir
vo bhi duniyaa mein rahtaa hai
dil-e-muztar vafaa ke baab mein ye jald-baazi kyaa
zaraa ruk jaaein aur dekhein natija kyaa nikaltaa hai
Ghazalग़ज़ल
har samt gunjtaa huaa aavaaza hai miraa
हर सम्त गूँजता हुआ आवाज़ा है मिरा
kanaar-e-khvaab se dil ko nikaal kar le jaae
कनार-ए-ख़्वाब से दिल को निकाल कर ले जाए
duur hi se nazar aa jaaegaa juutaa meraa
दूर ही से नज़र आ जाएगा जूता मेरा
isi tarah ke shab-o-roz hain vahi duniyaa
इसी तरह के शब-ओ-रोज़ हैं वही दुनिया
manzil haath nahin aa paati khvaab adhuraa rah jaataa hai
मंज़िल हाथ नहीं आ पाती ख़्वाब अधूरा रह जाता है
doshiza zaminein hain mamnu'a 'ilaaqa hai
दोशीज़ा ज़मीनें हैं ममनू'आ 'इलाक़ा है





