ye vo nida hai jo sab tak khuda se aati hai
ki naa't fan se nahin iltija se aati hai

Ali Haidar Alvi
Ali Haidar Alvi
Sherशेर
See all 12 →ye vo nida hai jo sab tak khuda se aati hai
ये वो निदा है जो सब तक ख़ुदा से आती है
sha'iri karbala hai jis par se
शा'इरी कर्बला है जिस पर से
koi sahil-mizaj hai jis ne
कोई साहिल-मिज़ाज है जिस ने
vo paanv rakhne lagi hai nadi ke paani men
वो पाँव रखने लगी है नदी के पानी में
tire badan ki tanaben to main ne khinchi thiin
तिरे बदन की तनाबें तो मैं ने खींची थीं
dikha.i dunga qalandar magar ye dekhna hai
दिखाई दूँगा क़लंदर मगर ये देखना है
Popular Sher & Shayari
24 totalsha'iri karbala hai jis par se
har payambar guzar ke aata hai
koi sahil-mizaj hai jis ne
mujh samundar ka e'tibar kiya
vo paanv rakhne lagi hai nadi ke paani men
hujum gaanv ka mashkize le ke baiTha hai
tire badan ki tanaben to main ne khinchi thiin
magar ye khema kisi aur ko nasib hua
dikha.i dunga qalandar magar ye dekhna hai
koi talash miri justuju men kitni hai
ye vo nidaa hai jo sab tak khudaa se aati hai
ki naa't fan se nahin iltijaa se aati hai
shaa'iri karbalaa hai jis par se
har payambar guzar ke aataa hai
koi saahil-mizaaj hai jis ne
mujh samundar kaa e'tibaar kiyaa
vo paanv rakhne lagi hai nadi ke paani mein
hujum gaanv kaa mashkize le ke baiThaa hai
is tajassus mein hi saahil pe khaDaa rahtaa huun
ye samundar bhi kisi aankh kaa paani to nahin
tire badan ki tanaabein to main ne khinchi thiin
magar ye khema kisi aur ko nasib huaa
Ghazalग़ज़ल
rakhe hain sehn-e-ghazal mein riyaazaton ke charaagh
रखे हैं सहन-ए-ग़ज़ल में रियाज़तों के चराग़
vo dil hi kyaa hai jo baar-e-digar jalaayaa nahin
वो दिल ही क्या है जो बार-ए-दिगर जलाया नहीं
ghazal ki lau karun mahfil ke khair-khvaahon par
ग़ज़ल की लौ करूँ महफ़िल के ख़ैर-ख़्वाहों पर
kisi ke baazu hamaare liye khule aise
किसी के बाज़ू हमारे लिए खुले ऐसे
kis liye dekh rahi ho mujhe hairaani se
किस लिए देख रही हो मुझे हैरानी से
mire vujud ke kas-bal nikaal dein saahib
मिरे वुजूद के कस-बल निकाल दें साहिब





