Sher
ye aas bahut hai ki tire dast sitam se
jitne bhi mile ghaav hain bhar ja.enge ik din

Azeez Adil
ye aas bahut hai ki tire dast sitam se
jitne bhi mile ghaav hain bhar ja.enge ik din
vasl par dil hi kisi ka na ho maa.il jab tak
hijr ki puuri zarurat nahin ki ja sakti
kaam karne ko ji nahin karta
tang aaya huun sha.iri tum se
ye aas bahut hai ki tire dast sitam se
jitne bhi mile ghaav hain bhar jaaeinge ik din
kaam karne ko ji nahin kartaa
tang aayaa huun shaairi tum se
vasl par dil hi kisi kaa na ho maail jab tak
hijr ki puuri zarurat nahin ki jaa sakti
dast-e-saaqi sharaab hotaa hai
दस्त-ए-साक़ी शराब होता है
sukh ki bohtaat hai zindagi zakhm de
सुख की बोहतात है ज़िंदगी ज़ख़्म दे
haalaat ki masnad se utar jaaeinge ik din
हालात की मसनद से उतर जाएँगे इक दिन
zabaan thak gai baa-khudaa kahte kahte
ज़बाँ थक गई बा-ख़ुदा कहते कहते
ziist kaa khel rachaane ki zarurat kyaa hai
ज़ीस्त का खेल रचाने की ज़रूरत क्या है
tum kabhi aable pairon pe sajaa kar dekho
तुम कभी आबले पैरों पे सजा कर देखो