Sher
hai ikhtiyar hamen ka.enat par hasil
saval ye hai ki ham kis ke ikhtiyar men hain

Hayat Warsi
hai ikhtiyar hamen ka.enat par hasil
saval ye hai ki ham kis ke ikhtiyar men hain
hamen ujaal de phir dekh apne jalvon ko
ham aa.ina hain magar parda-e-ghubar men hain
hai ikhtiyaar hamein kaaenaat par haasil
savaal ye hai ki ham kis ke ikhtiyaar mein hain
hamein ujaal de phir dekh apne jalvon ko
ham aaina hain magar parda-e-ghubaar mein hain
zindagi ek tilismaat kaa aaina hai
ज़िंदगी एक तिलिस्मात का आईना है
mahdud-nigaahi ke sanam TuuT rahe hain
महदूद-निगाही के सनम टूट रहे हैं
fasil-e-shukr mein hain sabr ke hisaar mein hain
फ़सील-ए-शुक्र में हैं सब्र के हिसार में हैं
lams biite lamhon kaa gudgudaa rahaa hogaa
लम्स बीते लम्हों का गुदगुदा रहा होगा
kahne vaale zakhmi hain sunne vaale ghaail hain
कहने वाले ज़ख़्मी हैं सुनने वाले घाइल हैं
aah be-gaana-e-asar to nahin
आह बे-गाना-ए-असर तो नहीं