Sher
usi darakht ko mausam ne be-libas kiya
main jis ke saa.e men thak kar udaas baiTha tha
I
Imtiyaz SagharImtiyaz Saghar
usi darakht ko mausam ne be-libas kiya
main jis ke saa.e men thak kar udaas baiTha tha
hain ghar ki muhafiz miri dahki hui ankhen
main taaq men rakh aaya huun jalti hui ankhen
hoga bahut shadid tamazat ka intiqam
saa.e se mil ke ro.egi divar dekhna
hogaa bahut shadid tamaazat kaa intiqaam
saae se mil ke roegi divaar dekhnaa
usi darakht ko mausam ne be-libaas kiyaa
main jis ke saae mein thak kar udaas baiThaa thaa
hain ghar ki muhaafiz miri dahki hui aankhein
main taaq mein rakh aayaa huun jalti hui aankhein
din kisi surat guzartaa hi nahin
दिन किसी सूरत गुज़रता ही नहीं
TuuT kar aur bhi gudaaz huaa
टूट कर और भी गुदाज़ हुआ
subh-e-qayaamat jaan se guzarne lagti hai
सुब्ह-ए-क़यामत जाँ से गुज़रने लगती है
vaqt ho rahaa hai phir zau-fishaan hatheli par
वक़्त हो रहा है फिर ज़ौ-फ़िशाँ हथेली पर
pahle subh kaa raushan taaraa sirf hamaare dhyaan mein thaa
पहले सुब्ह का रौशन तारा सिर्फ़ हमारे ध्यान में था
hain ghar ki muhaafiz miri dahki hui aankhein
हैं घर की मुहाफ़िज़ मिरी दहकी हुई आँखें