Quote
"ik bosa sabt karne ka e'lan kar diya honTon ka jis ne rakh diya huliya bigaD kar"

Muhammad Shakeel Akhtar
"ik bosa sabt karne ka e'lan kar diya honTon ka jis ne rakh diya huliya bigaD kar"
"raton ko puchhti hai talab mujh se ye saval kyon hijr ne rakha mire ghar ko ujaaD kar"
ik bosa sabt karne kaa e'laan kar diyaa
honTon kaa jis ne rakh diyaa huliya bigaaD kar
raaton ko puchhti hai talab mujh se ye savaal
kyon hijr ne rakhaa mire ghar ko ujaaD kar
paarsaaon ne baDe zarf kaa izhaar kiyaa
पारसाओं ने बड़े ज़र्फ़ का इज़हार किया
mumkin kahaan ghamon kaa nayaa silsila na ho
मुमकिन कहाँ ग़मों का नया सिलसिला न हो
aahon ke silsile mire siine mein gaaD kar
आहों के सिलसिले मिरे सीने में गाड़ कर
ik zalzala sukut kaa tanhaaiyon mein hai
इक ज़लज़ला सुकूत का तन्हाइयों में है
lahu ki dhaar se jazbon ki tughyaani se niklungaa
लहू की धार से जज़्बों की तुग़्यानी से निकलूँगा
ugaa rahe hain sabhi aankhon mein babulon ko
उगा रहे हैं सभी आँखों में बबूलों को