yuun to hadse bhi hue bahut miri zindagi men magar ye kya
vo jo ek shakhs 'aziz tha yuun hi hadson sa guzar gaya
Nabiya Irfan
Nabiya Irfan
Sherशेर
See all 7 →yuun to hadse bhi hue bahut miri zindagi men magar ye kya
यूँ तो हादसे भी हुए बहुत मिरी ज़िंदगी में मगर ये क्या
na raha dil men taqaddus na hai tahzib koi
न रहा दिल में तक़द्दुस न है तहज़ीब कोई
tera ghurur kha gaya tere vujud ko
तेरा ग़ुरूर खा गया तेरे वुजूद को
us ne mire mizaj ki talkhi to dekh li
उस ने मिरे मिज़ाज की तल्ख़ी तो देख ली
na.i duniya ke logon men nahin insaniyat baaqi
नई दुनिया के लोगों में नहीं इंसानियत बाक़ी
ye saari 'umr hi ham ne gunahon men guzari hai
ये सारी 'उम्र ही हम ने गुनाहों में गुज़ारी है
Popular Sher & Shayari
11 totalna raha dil men taqaddus na hai tahzib koi
ho ga.iin sharm-o-haya se tiri khali ankhen
tera ghurur kha gaya tere vujud ko
ab to zara si apni tu gardan jhuka ke chal
us ne mire mizaj ki talkhi to dekh li
kyon us ko meri aankh ka aansu nahin dikha
na.i duniya ke logon men nahin insaniyat baaqi
koi insan mil jaa.e use ye noch khate hain
ye saari 'umr hi ham ne gunahon men guzari hai
gunahon se karo tauba ki ab tauba ki baari hai
nai duniyaa ke logon mein nahin insaaniyat baaqi
koi insaan mil jaae use ye noch khaate hain
ye saari 'umr hi ham ne gunaahon mein guzaari hai
gunaahon se karo tauba ki ab tauba ki baari hai
nashtar tire alfaaz hain lagte hain ye dil par
gar qatl hi karnaa hai to ik vaar mein karnaa
us ne mire mizaaj ki talkhi to dekh li
kyon us ko meri aankh kaa aansu nahin dikhaa
Ghazalग़ज़ल
adhuri khvaahishein dil mein adhure khvaab rahte hain
अधूरी ख़्वाहिशें दिल में अधूरे ख़्वाब रहते हैं
nazar mein udaasi samaai hui hai
नज़र में उदासी समाई हुई है
nai hasratein sar uThaati nahin hain
नई हसरतें सर उठाती नहीं हैं
ye chehre se pardaa haTaate nahin hain
ये चेहरे से पर्दा हटाते नहीं हैं
ye dil ab DhunDhtaa raahein vahi hai
ये दिल अब ढूँढता राहें वही है





