Sher
husn-e-amal pe apne na bhuul is qadar ki shaikh
vaan ke muamle se kisi ko khabar nahin
N
Nawal Rai VafaNawal Rai Vafa
husn-e-amal pe apne na bhuul is qadar ki shaikh
vaan ke muamle se kisi ko khabar nahin
ishq ne kasrat se ja ki mujh dil-e-betab men
aa bhara dariya-e-atish qatra-e-simab men
husn-e-amal pe apne na bhuul is qadar ki shaikh
vaan ke muaamle se kisi ko khabar nahin
ishq ne kasrat se jaa ki mujh dil-e-betaab mein
aa bharaa dariyaa-e-aatish qatra-e-simaab mein