Sher
jise kahte ho tum ik qatra-e-ashk
mire dil ki mukammal dastan hai

Raghib Muradabadi
jise kahte ho tum ik qatra-e-ashk
mire dil ki mukammal dastan hai
haqiqat ko chhupaya ham se kya kya us ke make-up ne
jise laila samajh baiThe the vo laila ki maan nikli
khuda katib ki saffaki se bhi mahfuz farma.e
agar nuqta uDa de nam-zad namard ho jaa.e
jise kahte ho tum ik qatra-e-ashk
mire dil ki mukammal daastaan hai
haqiqat ko chhupaayaa ham se kyaa kyaa us ke make-up ne
jise lailaa samajh baiThe the vo lailaa ki maan nikli
khudaa kaatib ki saffaaki se bhi mahfuz farmaae
agar nuqta uDaa de naam-zad naamard ho jaae