Sher
kahani phail rahi hai usi ke charon taraf
nikalna tha jise dastan ke andar se

Sanaullah Zaheer
kahani phail rahi hai usi ke charon taraf
कहानी फैल रही है उसी के चारों तरफ़
apni masti ki tire qurb ki sarshari men
अपनी मस्ती कि तिरे क़ुर्ब की सरशारी में
tire makan ka taqaddus aziiz tha itna
तिरे मकाँ का तक़द्दुस अज़ीज़ था इतना
khala men tairte phirte hain haath pakDe hue
ख़ला में तैरते फिरते हैं हाथ पकड़े हुए
main de raha huun tujhe khud se ikhtilaf ka haq
मैं दे रहा हूँ तुझे ख़ुद से इख़्तिलाफ़ का हक़
us ke kamre se uTha laaya huun yaden apni
उस के कमरे से उठा लाया हूँ यादें अपनी
kahani phail rahi hai usi ke charon taraf
nikalna tha jise dastan ke andar se
apni masti ki tire qurb ki sarshari men
ab main kuchh aur bhi asan huun dushvari men
tire makan ka taqaddus aziiz tha itna
main aa raha huun gali se pare utaar ke paanv
khala men tairte phirte hain haath pakDe hue
zamin ki ek sadi ek saal suraj ka
main de raha huun tujhe khud se ikhtilaf ka haq
ye ikhtilaf ka haq hai mukhalifat ka nahin
us ke kamre se uTha laaya huun yaden apni
khud paDa rah gaya lekin kisi almari men
us ke kamre se uThaa laayaa huun yaadein apni
khud paDaa rah gayaa lekin kisi almaari mein
meraa ye dukh ki main sikka huun gae vaqton kaa
teraa ho kar bhi tire kaam nahin aa saktaa
kahaani phail rahi hai usi ke chaaron taraf
nikaalnaa thaa jise daastaan ke andar se
tire makaan kaa taqaddus aziiz thaa itnaa
main aa rahaa huun gali se pare utaar ke paanv
khalaa mein tairte phirte hain haath pakDe hue
zamin ki ek sadi ek saal suraj kaa
apni masti ki tire qurb ki sarshaari mein
ab main kuchh aur bhi aasaan huun dushvaari mein