kya koi na.i baat nazar aati hai ham men
a.ina hamen dekh ke hairan sa kyuun hai

Shahryar
Shahryar
Sherशेर
See all 105 →kya koi na.i baat nazar aati hai ham men
क्या कोई नई बात नज़र आती है हम में
ye ik shajar ki jis pe na kanTa na phuul hai
ये इक शजर कि जिस पे न काँटा न फूल है
ya tere alava bhi kisi shai ki talab hai
या तेरे अलावा भी किसी शय की तलब है
jam.a karte rahe jo apne ko zarra zarra
जम्अ करते रहे जो अपने को ज़र्रा ज़र्रा
vo kaun tha vo kahan ka tha kya hua tha use
वो कौन था वो कहाँ का था क्या हुआ था उसे
jahan men hone ko ai dost yuun to sab hoga
जहाँ में होने को ऐ दोस्त यूँ तो सब होगा
Popular Sher & Shayari
210 totalye ik shajar ki jis pe na kanTa na phuul hai
saa.e men us ke baiTh ke rona fuzul hai
ya tere alava bhi kisi shai ki talab hai
ya apni mohabbat pe bharosa nahin ham ko
jam.a karte rahe jo apne ko zarra zarra
vo ye kya janen bikharne men sukun kitna hai
vo kaun tha vo kahan ka tha kya hua tha use
suna hai aaj koi shakhs mar gaya yaaro
jahan men hone ko ai dost yuun to sab hoga
tire labon pe mire lab hon aisa kab hoga
dil mein rakhtaa hai na palkon pe biThaataa hai mujhe
phir bhi ik shakhs mein kyaa kyaa nazar aataa hai mujhe
chal chal ke thak gayaa hai ki manzil nahin koi
kyuun vaqt ek moD pe Thahraa huaa saa hai
zabaan mili bhi to kis vaqt be-zabaanon ko
sunaane ke liye jab koi daastaan na rahi
safar kaa nashsha chaDhaa hai to kyuun utar jaae
maza to jab hai koi lauT ke na ghar jaae
har taraf apne ko bikhraa paaoge
aainon ko toD ke pachhtaaoge
bataaun kis tarah ahbaab ko aankhein jo aisi hain
ki kal palkon se TuuTi niind ki kirchein sameTin hain
Ghazalग़ज़ल
ham paDh rahe the khvaab ke purzon ko joD ke
हम पढ़ रहे थे ख़्वाब के पुर्ज़ों को जोड़ के
in aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
इन आँखों की मस्ती के मस्ताने हज़ारों हैं
nazar jo koi bhi tujh saa hasin nahin aataa
नज़र जो कोई भी तुझ सा हसीं नहीं आता
'ajib saaneha mujh par guzar gayaa yaaro
'अजीब सानेहा मुझ पर गुज़र गया यारो
jab bhi milti hai mujhe ajnabi lagti kyuun hai
जब भी मिलती है मुझे अजनबी लगती क्यूँ है
dil chiiz kyaa hai aap miri jaan lijiye
दिल चीज़ क्या है आप मिरी जान लीजिए





