Shayari
chhalak jaati hai ashk-e-garm ban kar meri aankhon se
Thaharti hi nahin sahbaa-e-dard in aabginon mein
abas DhunDaa kiye ham naa-khudaaon ko safinon mein
vo the aasuda-e-saahil mile saahil-nashinon mein
عبث ڈھونڈا کئے ہم ناخداؤں کو سفینوں میں
وہ تھے آسودۂ ساحل ملے ساحل نشینوں میں
अबस ढूँडा किए हम ना-ख़ुदाओं को सफ़ीनों में
वो थे आसूदा-ए-साहिल मिले साहिल-नशीनों में
