main ne ik shahr hamesha ke liye chhoD diyaa — Azm Shakri
main ne ik shahr hamesha ke liye chhoD diyaa
lekin us shahr ko aaankhon mein basaa laayaa huun
Urdu
میں نے اک شہر ہمیشہ کے لیے چھوڑ دیا
لیکن اس شہر کو آنکھوں میں بسا لایا ہوں
Hindi
मैं ने इक शहर हमेशा के लिए छोड़ दिया
लेकिन उस शहर को आँखों में बसा लाया हूँ

Azm Shakri
Azm Shakri
poet45 quotes