shab ki aghosh men mahtab utara us ne
meri a.ankhon men koi khvab utara us ne

Azm Shakri
Azm Shakri
Sherशेर
See all 21 →shab ki aghosh men mahtab utara us ne
शब की आग़ोश में महताब उतारा उस ने
ye jo divar andheron ne uTha rakkhi hai
ये जो दीवार अँधेरों ने उठा रक्खी है
mere jism se vaqt ne kapDe noch liye
मेरे जिस्म से वक़्त ने कपड़े नोच लिए
agar saa.e se jal jaane ka itna khauf tha to phir
अगर साए से जल जाने का इतना ख़ौफ़ था तो फिर
main us ko DhunDhne nikla to khud ko le aaya
मैं उस को ढूँढने निकला तो ख़ुद को ले आया
zindagi meri mujhe qaid kiye deti hai
ज़िंदगी मेरी मुझे क़ैद किए देती है
Popular Sher & Shayari
42 totalye jo divar andheron ne uTha rakkhi hai
mera maqsad isi divar men dar karna hai
mere jism se vaqt ne kapDe noch liye
manzar manzar khud meri poshak hua
agar saa.e se jal jaane ka itna khauf tha to phir
sahar hote hi suraj ki nigahbani men aa jaate
main us ko DhunDhne nikla to khud ko le aaya
vo meri zaat ke andar kahin chhupa nikla
zindagi meri mujhe qaid kiye deti hai
is ko Dar hai main kisi aur ka ho sakta huun
main ne ik shahr hamesha ke liye chhoD diyaa
lekin us shahr ko aaankhon mein basaa laayaa huun
aaj ki raat divaali hai diye raushan hain
aaj ki raat ye lagtaa hai main so saktaa huun
zakhm jo tum ne diyaa vo is liye rakkhaa haraa
zindagi mein kyaa bachegaa zakhm bhar jaane ke baad
vaqt-e-rukhsat aab-dida aap kyuun hain
jism se to jaan hamaari jaa rahi hai
yuun baar baar mujh ko sadaaein na dijiye
ab vo nahin rahaa huun koi dusraa huun main
aansuon se likh rahe hain bebasi ki daastaan
lag rahaa hai dard ki tasvir ban jaaeinge ham
Ghazalग़ज़ल
apne dukh-dard kaa afsaana banaa laayaa huun
अपने दुख-दर्द का अफ़्साना बना लाया हूँ
darvaaza-e-hasti se na imlaak se niklaa
दरवाज़ा-ए-हस्ती से न इम्लाक से निकला
ujaalaa jab shab-e-zulmaat par utartaa hai
उजाला जब शब-ए-ज़ुल्मात पर उतरता है
darida-pairahanon mein shumaar ham bhi hain
दरीदा-पैरहनों में शुमार हम भी हैं
khasta-jaani mein koi shaakh hari chaahte hain
ख़स्ता-जानी में कोई शाख़ हरी चाहते हैं
sukut us kaa hai sabr-e-jamil ki surat
सुकूत उस का है सब्र-ए-जमील की सूरत





