SHAWORDS

main bhi gum-sum thaa koi baat na karne paayaa — Bagh Husain Kamal

main bhi gum-sum thaa koi baat na karne paayaa
us ke honTon pe bhi jaise koi pahraa dekhaa
Urdu

میں بھی گم صم تھا کوئی بات نہ کرنے پایا
اس کے ہونٹوں پہ بھی جیسے کوئی پہرا دیکھا

Hindi

मैं भी गुम-सुम था कोई बात न करने पाया
उस के होंटों पे भी जैसे कोई पहरा देखा

B
Bagh Husain Kamal
Bagh Husain Kamal
poet3 quotes