Sher
main hi ghamgin nahin tark-e-ta.alluq pe 'kamal'
vo bhi nashad tha us ko bhi fasurda dekha
B
Bagh Husain KamalBagh Husain Kamal
main hi ghamgin nahin tark-e-ta.alluq pe 'kamal'
vo bhi nashad tha us ko bhi fasurda dekha
main bhi gum-sum tha koi baat na karne paaya
us ke honTon pe bhi jaise koi pahra dekha
main bhi gum-sum thaa koi baat na karne paayaa
us ke honTon pe bhi jaise koi pahraa dekhaa
main hi ghamgin nahin tark-e-taalluq pe 'kamaal'
vo bhi naashaad thaa us ko bhi fasurda dekhaa