Shayari
zehn ki aavaargi ko bhi panaahein chaahiye
yuun na shamon ko kisi dahliz par rakh kar bujhaa
apni laghzish ko to ilzaam na degaa koi
log thak-haar ke mujrim hamein Thahraaeinge
اپنی لغزش کو تو الزام نہ دے گا کوئی
لوگ تھک ہار کے مجرم ہمیں ٹھہرائیں گے
अपनी लग़्ज़िश को तो इल्ज़ाम न देगा कोई
लोग थक-हार के मुजरिम हमें ठहराएँगे

zehn ki aavaargi ko bhi panaahein chaahiye
yuun na shamon ko kisi dahliz par rakh kar bujhaa
din kisi tarah se kaT jaaegaa saDkon pe 'shafaq'
shaam phir aaegi ham shaam se ghabraaeinge
sunaa hai har ghaDi tu muskuraataa rahtaa hai
mujhe bhi jazb zaraa kar ke jism-o-jaan mein milaa
aaj sochaa hai jaagungaa main raat mein
kachche phal saa mujhe toDtaa kaun hai
shahr mein jiinaa hai chalnaa do-rukhi talvaar par
aadmi kis se bache kis ki taraf-daari kare
hone vaalaa thaa ik haadsa rah gayaa
kal kaa sab se baDaa vaaqia rah gayaa