kamar baandhe hue chalne ko yaan sab yaar baiThe hain — Insha Allah Khan Insha
kamar baandhe hue chalne ko yaan sab yaar baiThe hain
bahut aage gae baaqi jo hain tayyaar baiThe hain
Urdu
کمر باندھے ہوئے چلنے کو یاں سب یار بیٹھے ہیں
بہت آگے گئے باقی جو ہیں تیار بیٹھے ہیں
Hindi
कमर बाँधे हुए चलने को याँ सब यार बैठे हैं
बहुत आगे गए बाक़ी जो हैं तय्यार बैठे हैं

Insha Allah Khan Insha
Insha Allah Khan Insha
poet133 quotes