SHAWORDS

kabhi divaar ko tarse kabhi dar ko tarse — Jawaz Jafri

HomeJawaz JafriShayari
kabhi divaar ko tarse kabhi dar ko tarse
ham hue khaana-ba-dosh aise ki ghar ko tarse
Urdu

کبھی دیوار کو ترسے کبھی در کو ترسے
ہم ہوئے خانہ بدوش ایسے کہ گھر کو ترسے

Hindi

कभी दीवार को तरसे कभी दर को तरसे
हम हुए ख़ाना-ब-दोश ऐसे कि घर को तरसे

Jawaz Jafri
Jawaz Jafri
Jawaz Jafri
poet7 quotes