Shayari
siikh le ham se koi zabt-e-junun ke andaaz
barson paaband rahe par na hilaai zanjir
K
Karamat Ali Shaheediayyaam musibat ke to kaaTe nahin kaTte
din aish ke ghaDiyon mein guzar jaate hain kaise
ایام مصیبت کے تو کاٹے نہیں کٹتے
دن عیش کے گھڑیوں میں گزر جاتے ہیں کیسے
अय्याम मुसीबत के तो काटे नहीं कटते
दिन ऐश के घड़ियों में गुज़र जाते हैं कैसे